Hindu Religion – Hanuman ji -





       Hindu  Religion – Hanuman ji -
            Hanuman ,  Mahabir ,  Bajraanbali , Maruti , Ramdut , Sankar suban , Pawansut , Kesri nandan , Anjani putra ,   - Sankat mochan  /   11 th  rudra /  one of  Sapt Chiranjiiv, Amar  /  Ram ke Bhakt  ,  savak , Dut //   Pita - Banar raj  Kesri  ,  Mata - Anjani /     Sugriv ke mantri aur  mitra /           Murti - Sindoori rang /  Astra, weapon - Gada, mace /   Prasad - Ladoo /  Pooja -  Mangal bar , Sanibar , Ramnavmi – Mahabir asthan me Dhaja /  Hanuman chalisa, Sundarkand, Bajrang ban  / / Hanuman also fought with bhaironath for  vaishnodevi / Hanuman defeated sani and take promise not to harm his devotee /  temple – Hanuman mandir patna jn. , mahabir asthan  / /                      Bhagwan Ram hunuman ji se prasann hokar  ;apne janmdin ramnavmi ke din hanuman mandir per dhaja pharane ka bardan diya  //  
             Shankar bhagwan Ram ji ke bhakti me Hunuman banker aaye / Bachpan me  surj dev ko dekh kar apne maa se puchha kya hai ?  Maa ke kahne per ki o phal [fruit]  hai ; o bole kya mai  kha lun ? maa sonchi  kha nahi payega ; kaha kha lo ;  hunuman ji ure aur surj dev ko muh me rakh liya / andhkar hone per krodh kar devraj indra ne bajra chalaya jisse hanumanji behosh ho gaye /   sub devta jub anurodh kiye aur bardan diye tub hanuman ji surjdev ko unke asthan per chor  aaye //
            Hanuman ji ke mata pita ke aurodh per surj dev hunuman ji ko sikchha dene ko taiyar huye //
            Ban me hanuman ji sugrib ke mitra aur mantri ban kar   Baali se bachate huye sath rahte  the / bhagwan ram ko sugrib se mitrta karaya /  Ram dut  banker  ; Lanka jakar sita ji ka pata lagaya ;  bibhisan ko samjhaya  ; Ravan putra akchay kumar ko mara ; Lanka dahan kar  ravn ko dhamkaya ; / Ravan se yudh me ram ji ka sath diya ;  Lakxman ji ke sakti ban lagne per murchhit hone per Pahar sahit Sajivni buti laya / Ayodhya  me raja ram ji ka seva kiya ; // Ram ji Leela samapt kar sarir sarju me tyag ker apne dham me gaye ; tub hanuman ji ram ji se ashirbad liya ki hum age aap ke bhakton ka rakchha karte rahe // Sita ji ke ashirbad se hanuman ji Ajar [ burhe nahi huye ] , amar [ sharer nahi tyage ] // aaj bhi human ji sasrir gandh madan perbat per adhrishya roop me niwas karte hai // dwapar me pawansut  hanuman ji pawan putra Bhim ji ko raste me baithe mile aur bachan diya ki , Arjun ke dhaja me birajman  rahunga //  kaliyug me tulsidas ko darshan diye ; Guru ramkrishna param hans ke  nidesh per  swami vivekanad jakar darshan kiya //


Share:

No comments:

Post a Comment