Hindu Religion – Ganesh ji -
Ganesh , Ganpati , Ast Vinayaka , Gajanan , Lambodar, Parvati Nandan , Ek Dant , - Prtham Pujya / Bighna Nasak / Budhi (Wisdom ) , Veevek ke Devta / Shankar Parwati ke Putra – Kartikey and Ganesh / Niwas- Kailash / Asan - Kamal / Bahan - Musak, Mouse / Weapon – Bhujali , Ankush (Hook), / Patni , Devi - Ridhi ( Prosparity), Sidhi ( Attainment ), / son – Subh , Labh , daughter - Santoshi mata / Prasad Bhog - Laddo, Modak, / Bighnanashak,-- Remover of Obstacles, / Sri Ganesh , start - Lord of Begining,, / Gajanan - Elefant ‘s Head / murti sindoori rang / Ganesh ,Ganpati - Lord , God , eesh , leader , master of shiv’s Gan / Pooja – Bhado Sukl chaturthi [19/9/2012 ] –Vainaiki Ganesh Pooja starts in maharastra [ Lal Bagh ke raja ganesh puja ] started by lala lajpat rai for independence of india / Ganpati bappa morya, / Kisi bhi krya karne ke pahle –‘’ sri ganeshaye namah ‘’/ Kisi ki pooja karne me sabse pahle pratham pujya Ganesh ki poja hoti hai / Tample – Sidh Vinayak temple at Dadar, Mumbai, // Gajanan – Hahti ka sir – Ganesh ji ke Janmte hi parvati ji apne dwar per khara rahne ko kaha ki hum naha rahe hai koi andar nahi aye ; usi samay Shankar bhagwan andar jana chahe , Shankar bhagwan ko ganesh ji ke janm ka jankari nahi tha ; ganeshji Shankar bhagwan ko andar jane se roke jisse krodh me akar shiv ji trisul se unka sir kat diya ; Parvati ji ke anurodh karne per shiv ji hathi ka sir lagwa diya // Ek dant – Vishnu bhagwan ke awtar Persuram ji apne pujya shiv ji se milne aye ; per dwar per ganesh ji dwara pooch tachh karne per , dono me yudh ho gaya jisme persuram ke farse se ganesh ji ka ek dant tut gaya ; shiv parvati akar shant kiya // Shiv parvati ne Ganeshji aur kartikeya ji ka parikchha liya ; jisme ganesh ji jit gaye ; kartikeya ji naraj hokar mallikarjun jyotirling chale gaye ; shiv parvati , ganeshi bad me katikeya ji ke pas chale gaye //
Share:
No comments:
Post a Comment