Hindu Religion – Devraj Indra -





Hindu   Religion – Devraj Indra -
            Indra , Devendra , Devraj , Meghraj ,  Suresh     /  
            Niwas , Abode  - King  of  Swarglok , heaven   /  
                Capital – Amravati  /  
           Asan -  Indrasan  / 
           Consort , devi – Sachi , Indrani  
           Bahan , Mount - Airawat, Puspak viman, /  
           Weapon Astr - Bajra /
          father - Kashyap muni, 
          Mother Aditi,
          Brothers - surya aadi devta / 
          cousion son of diti - asur,/  Rain , Megh ke dewta - Indra / Indra dhanush, /  Apsara, Wine , Amrit in samundra manthan se paya /
            Indra  -Indrasan –  Devtaon ke raja ka pad hai  / jo byakti subse jyada punban hoga Vishnu bhagwan use indra ke pad per baitha denege / Jo bhi indra hote hai unhe is bat ka dar rahta hai ki koi hum jyada punya na kare , jab unhe ki ke tapasya per lagta hai ki o humse jyada ho jayega / use bighna dalte hai ki o asafal ho jaye / kabhi kabhi to indra har man lete hai aur pate hai ki  punyaban humse  bahut jyada aage hai o humare pad ko chhota man raha hai is pad per ayega hi nahi / use indra pranam karte hai /     
            Indra  aasan  chhin jane ke dar se indra ne raja sagar ke aswmegh yagya ka ghora choora kar  kapil muni ke ashram me chipa diya / raja sagar ke 60 hazar putra ko khojne per ohan mila to kapil muni ko sub apsabd kaha  / kapil muni krodh kar jub ankh khole to raja sagar ke 60 hazar putra bhasm ho gaye /  Bhagirath  jub tapsya kar ganga ji ohan laye tub sub ka uddhar hua //
                Ek bar Indra  danavo se jite , tub durbasa ji , indra ko mala pahnaya , indra us mala ko mahatba nahi samjhe           ; indra ne us mala ko apne airawat ko pahna diya ; airawat se oh mala niche gir gaya  aur pair se kuchal gaya ; yah dekh durbasa rishi krodh kar indra dev ko srap diya ki jao tum sri hin ho jao ;  swarg me sub sukh khatm ho gya ; prarthna karne per muni asirbad diye ki samundra manthan me sub kuch mil jayega //


Share:

No comments:

Post a Comment