Showing posts with label gopi. Show all posts
Showing posts with label gopi. Show all posts

When Shri Krishna went to Mathura






जब श्री कृष्ण वृन्दावन छोड़ कर मथुरा को जाने लगे, तब गोपियों की जो हालत हुई, उसका मार्मिक वर्णन भजन के रूप में प्रस्तुत है :

(when Shri Krishna went to Mathura, then Gopis felt like this:)


प्राण प्यारा मथुरा जाते, ले गया सबकी जान,
विसरा दी छलिये ने युगों की, इक पल में पहचान ।

(praan pyaara mathura jaate, le gaya sabki jaan,
visra di chhaliye ne yugon ki, ik pal mein pahchaan)


अन्सुअन जल से सींच-सींच कर , बेल प्रेम की बोई,
अँधेरी रातों में जाग - जाग , मैं तेरी याद में रोई,
नव- नव आशाओं की कलियों से , प्रेम की माला पिरोई,
सुख गयी सब स्नेह लताएं, ऐसी होनी होई,
ठंडी साँसों में बदल गयी, प्रेम भरी मुस्कान ,

(ansuan jal se seench -seench kar, bel prem ki boi,
andheri raaton mein jaag-2, mein teri yaad mein roi,
nav-2 aashaon ki kaliyon se, prem ki mala piroi,
sookh gayi sab sneh latayein, aisi honi hoi,
thandi saanso mein badal gayi, prem bhari muskaan)

विसरा दी छलिये ने युगों की, इक पल में पहचान...
visra di chhaliye ne yugon ki, ik pal mein pahchaan


मृदुल सुकोमल कलियों पर, आज हुआ हिमपात,
जीत गया कर्त्तव्य सखी री, हुई प्रेम की मात,
विफल हो गयी शीतल आहें, लगा कठोर आघात,
कौन रचेगा रास अनुपम, शरद पूनम की रात,
सारी आशाएं धूमिल हो गयी, कुंठित हो गया गान,

विसरा दी छलिये ने युगों की, इक पल में पहचान...
(mridul sukomal kaliyon par, aaj hua himpaat,
jeet gaya kartavya sakhi ri, hui prem ki maat,
viphal ho gayi sheetal aahein, laga kathor aaghaat,
kaun rachega raas anupam, sharad poonam ki raat,
saari aashayein dhumil ho gayi, kunthit ho gaya gaan,

visra di chhaliye ne yugon ki, ik pal mein pahchaan)




Share:

Gopi cheer haran leela shri krishna





Gopi cheerharan Leela
Radhe Radhe,

The main point of highlighting this story in this blog is that all the gopi/girls were between 6 to 8 years of age when this cheerharan Leela happened(as mentioned in shri mad bhagwad).
When we watched this story of TV, they have shown them around 20-25 years of age.
Probably it would have looked awkward on TV to show them between 6-8 years.
But the point is, every krishna bhakt should know the reality irrespective of what is shown on national television.
So here is the full story:
This story is in Hindi+English.
You can read this story in English from here.

Shukdev ji says to Pareekshit:

Nandbraj aur Basane ki sabhi balikao ne brajrajkumar(shri krishna) ko var roop mein pane ke liye kartik mahine ki purnima se bhagwati katyayani ke vrat shuru kar diye.
Vrat ka sankalp lene wali balikayein abhi bahut chhoti umar ki hai, unmein sabse badi 10 years ki 'chandrawali' hai. baki sab 6 se 8 years ke beech ki hai.
ye sab gwal-balo ki sagi behen(real sister) hai.
krishna ki age 7 years, 3 months, 22 days hai.

sabhi balikao ke bhagwati katyayani se yahi wish rahti thi:
"nand nandad ko hamara pati bana dijiye. Hum sab is ke liye aapke charno mein pranam karti hai"
aisa karte karte(vrat rakhte rakhte) 1 mahina beet gaya, par in balikao ko nahin pata, ki ye vardaan dene ki power bhagwati katyayani mein nahin hai.Kyunki bhagwan sirf apni kripa se hi prapt hote hai.
aisa karne ki shakti kisi devi-devta mein nahi hai.

(devi-devta ki shakti seemit(Limited) hoti h, jabki bhagwan ki shakti aseemit(unlimited) hai,
aur devi devta vardaan dene se pehle ye nahin sochte ki ye tumhare liye acha hai ya bura(like a shopkeeper), par shri krishna is baat ka dhyan rakhte hai ki jo wo de, wo tumhare bhale ke liye ho(like a mother))


Bhagwati katyayani ko pata hai, ye vardaan dene ki power unke paas nahin hai.
isliye wo bhi bhagwan shri krishna se prathna(prayer) kar rahi hai.
Bhagwan ke ye pukar sun li hai.

vrindavan mein krishna gocharan(cows ko chara khilana) ke liye chal diye hai.
aaj dau(balram ji) ko nhi jana h, kyunki ab ye cheer haran leela bade bhai se saamne thodi kar sakte hain...:D(haha)
aaj shri krishna bhagwati katyayani mandir ke paas gaye hai.
unhone door se hi dekh liya hai, ki abhi pooja shuru nahin hui hai.
abhi balikayein shri yamuna ji mein nirvastra snan(bath) kar rahi hai.
nirvastra(without clothes) yamuna ji mein nahana galat baat hai. ye jal ke devta varun dev ka apmaan hai.
inko sabak sikhane ke liye bhagwan ji ne balikao ke kapde chori kar liye hai aur aadar se laad kar ped par taang diye.
ab balikayein lajjit ho gayi and shri krishna ko maska(patane) lagi and aur apne kapde vapis maangne lagi.

iske baad maafi maangne par inke kapde wapis kar diye gaye aur balikao ne surya dev ko namaskaar kiya.
Shri krishna ki nazar padne par balikao ke 8 pash kat gaye aur wo bhagwaan ke saath raas ki bhagi bani.
(Shri krishna ki raas ke bhagi banne ke liye sharir(body) mein kisi tarah ka vikaar nhi hona chahiye)

ab sabhi balikayein ek doosre mein baho mein bahein daal kar gaane lagi:

Nanha nanha sa Gopal, mera dulha kamaal
Mein to shyam piya ki dulhaniyan,

Tedhi chale vanmaal, chale tedhi si chaal,
pake run-jhun pair ki painjaniya...

Radhe Radhe...:)






Share:

Who is Gopi and What is venu geet





Radhe radhe ,

In this post, i want to explain who is real Gopi and what is Venu Geet.
Actually, if someone is gopi, it is not based on gender, male and female can both be Gopi.
The only thing needed is full devotion towards shri krishna.
Our love towards shri krishna can be as a sakha, gopi, bhakt or whatever you may like.
Important thing to act as Gopi is, we need not be a female. As a male also, we can treat ourselves as gopi.

Shukdev ji says to Pariksheet:
Whatever Leela Shri krishna used to do in the woods, every gopi could see it from their own house.
Due to deep love with Shri krishna, they had powers of doordarshan, door shravan(listen and see from long distance).
Shri Krishna used to start playing flute along the bank of Shri Yamuna, and gopis used to say to each other:

shri krishna wallpaper with murli


Mohan ki murli baaji re, yamuna ke teer
(Krishna playing flute, along the bank of Yamuna river)

1) Murli baja ke man har leena, kaise bandhaoo dheer...baji re
(He has taken my heart by playing flute, how i contol myself)

2) kali kamaliya, kale kanhaiya, kala hai yamuna ka neer...baji re

3) na tan bas mein, na man bas mein, kaisi sakhi se peer...baji re

4) rom rom mohan man baitha, bandhi prem zanzeer....baji re

I like this bhajan a lot and can be sung/listened all day long by krishna bhakt.


Gopis saw that Shri Krishna is entering in Vrindavan with friends,
unke sheesh par mor ka pankh hai(peacock feathers on his head), kaner ka phool to ek h par kaan do h, shareer par peela peetambar h(body has yellow cloth).
gale mein vaijanti maala hai, shri krishna baansuri bajate chal rahe hain(Shri krishna is walking by playing flute).

Murli manohar ki bansuri sun kar uski madhur taaan ka jo varnan kiya, usi ka naam Venu Geethai.
(By listening this beautiful flute, Gopis explained this voice in words which is called Venu Geet)





Share: