Showing posts with label bhajan. Show all posts
Showing posts with label bhajan. Show all posts

karunamayi krishna priya, bhav paar laga dena - by sri thakur ji





Beautiful bhajan by sri thaku ji-


राधे रानी से यही प्रार्थना है:

करुणामयी कृष्ण प्रिया, भव पार लगा देना,
जब याद करू तुमरी, मुझे अपनी शरण लेना ।
(karunamayi krishna priyaa, bhav paar laga dena,
jab yaad karu tumri, mujhe apni sharan lena)

सुत मात पिता भ्राता, सब मतलब का नाता,
जब तन से प्राण निकले, नर इकला ही जाता,
झूठे इस बंधन में , मेरे खुल ना सके नैना ।
जब याद करू तुमरी...

जीवन की अंतिम प्रार्थना हर एक भक्त की एक ही तो होती है-

राधे इस जीवन में, मैंने और ना कुछ माँगा,
जब तन से प्राण निकले, तेरा दर्शन ही माँगा,
जब मन पर कष्ट पड़े, मेरे बहने लगे रे नैना...





Share:

radha-krishna bhajan - radhe tere charano ki gar dhool jo mil jaaye





Radhe radhe sabko,

I want to share one radha rani bhajan with you all:


राधे तेरे चरणों की, गर धूल जो मिल जाए,
सच कहती हूँ मेरी तकदीर बदल जाये ।

ये मन बड़ा चंचल है, कैसे तेरा भजन करूं,
जितना इसे समझाऊ उतना ही मचल जाए ।
राधे तेरे चरणों की गर धूल जो मिल जाए...

राधे मेरे जीवन की, बस एक तमन्ना है,
जब अंत समय आये, तुम सामने हो मेरे ।
राधे तेरे चरणों की गर धूल जो मिल जाए...

English:
Radhe, i wish for the poor dust of your feet
Truly, it will change my destiny.

my mind is very playful, how i chant your name,
harder i try to explain it, that much it yearns.
Radhe, i wish for the poor dust of your feet..

Radhe, in my life, there is just one wish,
when my final time comes, you should be in front of me.
Radhe, i wish for the poor dust of your feet...


radhe charan



Share:

sweet bhajan - teri ankhiyan hai jaadu bhari - krishna bhajan





This is a very sweet bhajan, i want to share with you all.

तेरी अँखियाँ है जादू भरी,
बिहारी मैं तो कब से खड़ी।

१. सुनलो मेरे श्याम सलोना, तुमने ही मुझ पर कर दिया टोना,
मैं तो तेरे ही द्वारे पड़ी, बिहारी मैं तो कब से खड़ी ।

२. तुमसा ठाकुर और ना पाया, तुमसे ही मैंने नेहा लगाया,
मेरी अँखियाँ तुम्ही से लड़ी, बिहारी मैं तो कब से खड़ी ।

जा रहे हो मथुरा, एक कृपा तो करते जाना...
३. कृपा करो हरिदास के स्वामी, बांके बिहारी , अन्तर्यामी,
मेरी टूटे ना भजन की लड़ी, बिहारी मैं तो कब से खड़ी ।
तेरी अँखियाँ है जादू भरी...

English:
O Bihari ji, your eyes are filled with magic,
i am waiting for you for a long time!!!

1. listen my shyam, you have done some kind of magic on me,
i am standing before you, waiting for you..

2.i didn't find thakur(God) like you, i have loved only you,
my eyes are only on you, waiting for you.

Now you are going to Mathura, do one favour to me...
3. O baanke bihari, Owner of Haridas,
 My bhajan streak shouldn't break, i am waiting for you..





Share:

(Hindi)Bhakti of Meera Ji - A small story of Meerabai





Bhakti of Meera Ji

Jai Shri Krishna,
This is a small story of Meera Ji which i heard from a mahatma ji.
This story is in Hindi + English. you can read it in English in this post.

Jab meera ji ki shaadi hui, tab wo apne sasuraal pahunchi.
Unki saas unse bahut chidti thi.
Unki saas ne Meera ji se kaha, tum bhajan karna chahti ho na. to tumhe to ekant jagah chahiye hogi?

Meera ji ne haan mein jawab diya.
Actually wo jagah purana mahal tha, jaha bhooton ka rahna(vaas) tha.
Kyunki jitne bhi raja hue, lagbhag sabhi mein shasan, paise ka lobh rahta tha.
Isliye ye maana jata tha ki unke bhoot purane mahal mein rahte hain.
isliye waha koi nhi jata tha.

Meera ji to ye baat nhi pata thi aur wo us mahal mein jakar rahne lagi.
aur man hi man mein khush hui ki shri krishna ne kitna acha intezaam karwa diya.
ab yaha aaram se bhajan kiya ja sakta hai.
meera ji with shri krishna


Meera ji waha jakar shri krishna bhajan mein leen ho gayi.
jab raat hui, to bhoot waha aane lage.
parantu meera ji to bhajan mein leen thi.
Bhagwad bhakto ke paas bhoot phatak bhi nhi sakte.
isliye wo bhoot meera ji ka kucch na kar sake.
infact wo bhi meera ji ke bhajano ke sun ne lage.
kucch din tak yahi silsila chalta raha.
is tarah bhajan ke prabhav se kucch dino baad bhooton ki pret yoni se mukti ho gayi.

Meera ji ko ye baat ab tak nhi pata thi, wo to bas bhajan mein lagi hui thi.
Jab bhoot ye dharti chod kar jane lage, tab wo bhoot meera ji ko dikhayi dene lage.
jaate hue unhone meera ji ko aashirwaad diya aur kaha tumhari wajah se hamari mukti hui thi.
Nhi to kitne saalo se wo bhatak rahe the.

Is tarah bhagwaan ka naam lete hue wo mukti wo prapt hue.
Meera ji ke baare mein kucch lines h, jo bhajan ke roop mein is tarah hai..

Meera Ji Bhajan





Please comment aapko ye story aur bhajan kaise lage.






Share:

shri krishna bhajan -Beautiful bhajan - dhundhne jata kaha tu





Shri Krishna Bhajan- Beautiful bhajan



radhe radhe sabko,

This is my first post in blog.

i am posting lyrics and video of one bhajan, which i find very touching and meaningful in today's context.
People go to various places to find shri krishna , but He is in fact in our love towards Him.
Every line of the bhajan emphasize the fact that He can only be bound by pure love towards Him.
Knowledge(Gyan) can only impress Him to get some vardaan(boon), but you can't bound Him by your Knowledge of Vedas etc.
Only Bhakti can do so.
Whenever i listen to this bhajan, i feel He is somewhere near me and watching me.


Dhundhne jata kaha tu, mein to tere pyaar mein,
gar shouk hai to dekh le, rag rag ki har ek taar mein..
(Where are you going to find me, i am in your love toward Me,
if you wish to see it, you can see it in your veins)

1) Bandho apne aap se, pritam ke prem dor se,
    dauda chala aayega wo, ujadi hui bahaar mein... dhundhne jata..

2)  Prem se bandha yashoda ne , ukhal ki dor se,
     ban gwala naache gaaye, prem ki gulzaar mein..gar shouk...

3)  Prem se jab bhi bulao, hazir hari ko dekh lo,
     Draupadi ki laaj rakhi, dushto ke darbaar mein... gar shouk...

4) Bhilni, vidur ja preeti nibhayi prem ki,
    unch neech mane nhi wo, prem ke pariwaar mein...gar shouk..

Full lyrics you can note down from video...
I find many people form groups and sing bhajans...
In that case, you can try this bhajan in your group and sing it.
Your group will love it, i am sure.







i hope you will like it.

shri radhe radhe..



Share: