Hindu Religion – Hanuman ji -
Hanuman , Mahabir , Bajraanbali , Maruti , Ramdut , Sankar suban , Pawansut , Kesri nandan , Anjani putra , - Sankat mochan / 11 th rudra / one of Sapt Chiranjiiv, Amar / Ram ke Bhakt , savak , Dut // Pita - Banar raj Kesri , Mata - Anjani / Sugriv ke mantri aur mitra / Murti - Sindoori rang / Astra, weapon - Gada, mace / Prasad - Ladoo / Pooja - Mangal bar , Sanibar , Ramnavmi – Mahabir asthan me Dhaja / Hanuman chalisa, Sundarkand, Bajrang ban / / Hanuman also fought with bhaironath for vaishnodevi / Hanuman defeated sani and take promise not to harm his devotee / temple – Hanuman mandir patna jn. , mahabir asthan / / Bhagwan Ram hunuman ji se prasann hokar ;apne janmdin ramnavmi ke din hanuman mandir per dhaja pharane ka bardan diya //
Shankar bhagwan Ram ji ke bhakti me Hunuman banker aaye / Bachpan me surj dev ko dekh kar apne maa se puchha kya hai ? Maa ke kahne per ki o phal [fruit] hai ; o bole kya mai kha lun ? maa sonchi kha nahi payega ; kaha kha lo ; hunuman ji ure aur surj dev ko muh me rakh liya / andhkar hone per krodh kar devraj indra ne bajra chalaya jisse hanumanji behosh ho gaye / sub devta jub anurodh kiye aur bardan diye tub hanuman ji surjdev ko unke asthan per chor aaye //
Hanuman ji ke mata pita ke aurodh per surj dev hunuman ji ko sikchha dene ko taiyar huye //
Ban me hanuman ji sugrib ke mitra aur mantri ban kar Baali se bachate huye sath rahte the / bhagwan ram ko sugrib se mitrta karaya / Ram dut banker ; Lanka jakar sita ji ka pata lagaya ; bibhisan ko samjhaya ; Ravan putra akchay kumar ko mara ; Lanka dahan kar ravn ko dhamkaya ; / Ravan se yudh me ram ji ka sath diya ; Lakxman ji ke sakti ban lagne per murchhit hone per Pahar sahit Sajivni buti laya / Ayodhya me raja ram ji ka seva kiya ; // Ram ji Leela samapt kar sarir sarju me tyag ker apne dham me gaye ; tub hanuman ji ram ji se ashirbad liya ki hum age aap ke bhakton ka rakchha karte rahe // Sita ji ke ashirbad se hanuman ji Ajar [ burhe nahi huye ] , amar [ sharer nahi tyage ] // aaj bhi human ji sasrir gandh madan perbat per adhrishya roop me niwas karte hai // dwapar me pawansut hanuman ji pawan putra Bhim ji ko raste me baithe mile aur bachan diya ki , Arjun ke dhaja me birajman rahunga // kaliyug me tulsidas ko darshan diye ; Guru ramkrishna param hans ke nidesh per swami vivekanad jakar darshan kiya //
No comments:
Post a Comment