Hindu Religion – Devraj Indra -
Indra , Devendra , Devraj , Meghraj , Suresh /
Niwas , Abode - King of Swarglok , heaven /
Capital – Amravati /
Asan - Indrasan /
Consort , devi – Sachi , Indrani /
Bahan , Mount - Airawat, Puspak viman, /
Weapon Astr - Bajra /
father - Kashyap muni,
Mother Aditi,
Brothers - surya aadi devta /
cousion son of diti - asur,/ Rain , Megh ke dewta - Indra / Indra dhanush, / Apsara, Wine , Amrit in samundra manthan se paya /
Niwas , Abode - King of Swarglok , heaven /
Capital – Amravati /
Asan - Indrasan /
Consort , devi – Sachi , Indrani /
Bahan , Mount - Airawat, Puspak viman, /
Weapon Astr - Bajra /
father - Kashyap muni,
Mother Aditi,
Brothers - surya aadi devta /
cousion son of diti - asur,/ Rain , Megh ke dewta - Indra / Indra dhanush, / Apsara, Wine , Amrit in samundra manthan se paya /
Indra -Indrasan – Devtaon ke raja ka pad hai / jo byakti subse jyada punban hoga Vishnu bhagwan use indra ke pad per baitha denege / Jo bhi indra hote hai unhe is bat ka dar rahta hai ki koi hum jyada punya na kare , jab unhe ki ke tapasya per lagta hai ki o humse jyada ho jayega / use bighna dalte hai ki o asafal ho jaye / kabhi kabhi to indra har man lete hai aur pate hai ki punyaban humse bahut jyada aage hai o humare pad ko chhota man raha hai is pad per ayega hi nahi / use indra pranam karte hai /
Indra aasan chhin jane ke dar se indra ne raja sagar ke aswmegh yagya ka ghora choora kar kapil muni ke ashram me chipa diya / raja sagar ke 60 hazar putra ko khojne per ohan mila to kapil muni ko sub apsabd kaha / kapil muni krodh kar jub ankh khole to raja sagar ke 60 hazar putra bhasm ho gaye / Bhagirath jub tapsya kar ganga ji ohan laye tub sub ka uddhar hua //
Ek bar Indra danavo se jite , tub durbasa ji , indra ko mala pahnaya , indra us mala ko mahatba nahi samjhe ; indra ne us mala ko apne airawat ko pahna diya ; airawat se oh mala niche gir gaya aur pair se kuchal gaya ; yah dekh durbasa rishi krodh kar indra dev ko srap diya ki jao tum sri hin ho jao ; swarg me sub sukh khatm ho gya ; prarthna karne per muni asirbad diye ki samundra manthan me sub kuch mil jayega //
No comments:
Post a Comment