Pages

Pages

Hindu Religion – Ganesh ji -

Hindu  Religion – Ganesh ji -
            Ganesh , Ganpati , Ast Vinayaka , Gajanan , Lambodar, Parvati Nandan , Ek Dant ,    -  Prtham Pujya  /  Bighna  Nasak  /  Budhi (Wisdom ) , Veevek ke Devta /  Shankar  Parwati ke Putra – Kartikey and Ganesh   /  Niwas- Kailash  /  Asan - Kamal / Bahan - Musak, Mouse  /  Weapon – Bhujali , Ankush (Hook),  /  Patni , Devi -  Ridhi ( Prosparity), Sidhi ( Attainment ),  /  son – Subh , Labh ,  daughter  - Santoshi mata  / Prasad Bhog  - Laddo, Modak, / Bighnanashak,-- Remover of Obstacles,  /   Sri Ganesh , start  - Lord of Begining,, /  Gajanan - Elefant ‘s Head / murti sindoori rang / Ganesh  ,Ganpati - Lord , God , eesh , leader ,  master of shiv’s Gan /  Pooja – Bhado Sukl chaturthi [19/9/2012 ] –Vainaiki Ganesh Pooja starts in maharastra  [  Lal Bagh ke raja ganesh puja ] started by lala lajpat rai for independence of india / Ganpati bappa morya, / Kisi bhi krya karne ke pahle –‘’ sri ganeshaye namah ‘’/  Kisi ki pooja karne me sabse pahle pratham pujya Ganesh ki poja hoti hai  /  Tample –  Sidh Vinayak  temple at  Dadar,  Mumbai,  //   Gajanan – Hahti ka sir – Ganesh ji ke Janmte hi parvati ji apne dwar per khara rahne ko kaha ki hum naha rahe hai koi andar nahi  aye ; usi samay  Shankar bhagwan andar jana chahe , Shankar bhagwan ko ganesh ji ke janm ka  jankari nahi tha  ; ganeshji Shankar bhagwan ko andar jane se roke jisse krodh me akar shiv ji trisul se unka sir kat diya ; Parvati ji ke anurodh karne per shiv ji hathi ka sir lagwa diya //   Ek dant – Vishnu bhagwan ke awtar Persuram ji  apne pujya shiv ji se milne aye ; per dwar per ganesh ji dwara pooch tachh karne per , dono me yudh ho gaya jisme persuram ke farse se ganesh ji ka ek dant tut gaya ; shiv parvati akar  shant kiya //   Shiv parvati ne  Ganeshji aur kartikeya ji ka parikchha liya ; jisme ganesh ji jit gaye ; kartikeya ji naraj hokar mallikarjun jyotirling  chale gaye ; shiv parvati , ganeshi bad me katikeya ji ke pas chale gaye //

No comments:

Post a Comment