Hindu Dharm -





 Hindu dharm  -
            Hindu dharm -  Sanatan Vaishnav  dharm hi hindu dharm hai / aise isme  shaiv aur sakth mat bhi hai / Jain , Baudh , aur sikh bhi hindu hi hai per unka alag padhti hai / Jain dharm ke 24 be tirthankar mahabi the , Jain dharm ke pratham tirthankar brikhavdev , tatha  gautam budh Vishnu bhagwan ke 24 avtaron me ate hai  /  Arya samaj bhi hindu hai per be nirakar bhagwan ko mante  hai; murty pooja nahi karte hai //
            Hindu dharm me bhagwan swaim  Ram aur Krishna banker aye hai  ; islam  [ muslim ] dharm me kuda swim nahi aye hai unke doot Paigambar Hajrat Mohammad   aiye hai ;  Isai [christen ] dharm me god swaim nahi aye hai unke dut Issu mashih [jesus crist ] aye hain //
            Hindu dharm me Bhagwan ek hai per roop anek hai ; per Islam me Khuda [nirakar ]ek hai , aur isai me God [nirakar ] ek hai  //
            Hindu dharm me punar janm hai , puv janm ka lekha agle janm me rahta hai / per anya dharmo me punar janm nahi hai ; khuda , god khud naye janm ke karmo likh kar bhejte hai //
            Hindu dharm ka Ved , Puran aadi to sristi ke arambh me brahma ji se chala araha hai , per  Bhagwan ki prerna se narad muni ke khne per vyas muni apne pita prashar muni ebam anya bare bare rishi muniyon se  sunkar ,Ganesh jiki sahayta se 4 Ved 18 Puran likhe / Kaliyug me  pooja path , bahut pechida ho gya , tub sabhi Sanatan Vaishnav dharm  chor kar Budh dharm kea san padhati ko apnaya / Shankar bhgwan ke avtar aadi Sankracharya aakar Phir se Sanatan vaishnav dharm ko pracharit kiya ; unhone iske liye bharat ke  east me Jagannath puri me  ; west me dwarka me ; north me Badrinath me ; tatha south me kanchipuram me  4 peeth banaya ; jaha 4 sankaracharya baithaya //
            Jub Jub dharm ka patan hota hai  ; Papion ka atyachar  santo per barh jata hai tub  tub palan karta  vishnu bhagwan  papion ken ash ke liye aur santo ki rakchha ke liye manusya avtar lete hai //


Share:

No comments:

Post a Comment