Pages

Pages

Hindu - Religion - Bhagwan -Devta -

Hindu -Religion - Bhagwan - Devta -

Bhagwan-        God,    Allah,    Khuda,           Iswar,    Parampita       Permeshwar,              Permatma,                          Takurji,            Prabhu ,    Ohm,   Brahm, --                     

            Ram,               Krishna,           Brahma,          Vishnu,            Mahesh  ( Shiv , Shankar, ),   Ganesh,    Hanuman,             Kartikeya,     Balaji of Tirupati,          Babosa            (Rajasthan)     Ganga Ram (Rajasthan),           Khatu shyam(Barbarik – Rajasthan /

  Bhagwan  - 33 crore devta hai , unke raja indra hai / indra ke upper brahma visnu mahes hai /  bhama Vishnu mahes jinko dhyan karte rahte hai o nirakar bhagwan , ram banker trta me aye phir bahi bhagwan dwapar me Krishna banker aye / Vishnu bhagwan ke 24 awataro me sirf  Ram aur Krishna Purn purush awtar hai anya sabhi ansawatar hai ,jaise persuram abeshawatar , / Ram Maryada purusottam 12 kalao se purn  the, ravan ko bardan tha nar banar marega isiliye kabhi bhagwan banker nahi dikhe / bhagwan Krishna 16 kalao se purn the kai jagah bhagwan banker sudarshan chaka hath me liye , birat rop kurukshetra me dikhaye /

Bhagwan aur Devta –

            Rakchhas log kathin tapasya se bhagwan se bardan pakar  devtaon ke raja indra ko jit lena chahte the /  Ravan ka putra indra ko jit kar Meghnath se indraji kahlaya / Ravan ke darbar me devtaon ke raja indra sabhi devtaon ke sath hath jore   uske adesh ki pratikchha karte rahte the //

            Ek bar devta log rakchhaso se jit gaye / Jitne ke bad  aakash me khule ekant asthan me jit ka jasn mana rahe the / Pawan dev , Agnidev  aadi sabhi  devta apni apni sakti ka bakhan kar rahe the ki o kitna bara kam kiya / Devtaon me ahankar dekhkar Bhagwan Vishnu  soche ki ahankar hone se devtao ka patan hoga , kuchh upay kiya jay jisse inka patan nahi hon / 

            Bhagwan  kuchh duri per ek divya yakchh ban kar baith gaye / Indra ne jasn rok kar  pawan dev se kaha ki jakar dekhiye ki divya tej bale yakchh kya hain /

            Pawan  dev jakar puchhe ki aap kaun hain ? Bhagwan bole ki pahle tum batao ki tum kaun ho? Hum Pawan dev hai ; bhagwan bole hum nahi jante hai ki pawan dev kya hai / tum apni sakti ke bare me bolo ; pawan dev apni sakti ka bakhan karne lage ; Bhagwan bole tum is sukhe tinke ko ura do to tumhare kahe sub bat ko man lenge / pawan dev jab apni sakti usper lagane lage tubhi , bhagwan ne apne dwara pawan dev ko di gai sakti khich liya o sakti hin ho gaye , pawan dev ko mahsoos hua ki humari sakti khatam ho gaya hai / o lot kar raja indra ko bole ki kuchh pata nahi chala /
            Ohi hal agni dev ke sath hua , o ek sukha tinka jala nahi jala sake / laut kar indra dev ko ohi bat bole ; kuchh pata nahi chala /

            Devraj indra sub samajh gaye ki kuchh pata nahi chhala ; o sub ke sath jakar hath jor kar us divya yakchh se bole aap kaun hain ?

            Bhagwan  Vishnu bole tum logo ko ahankar ho gaya tha , ahankar khatma karne ke liye yah sub karna  para /
                Bhagwan ke Ango me sabhi Devtaon  ka niwas hai , bhagwan ki pooja karne se sabhi devta ki pooja ho jati hai / Bhagwan ek hai roop anek hai //


Indra  -Indrasan –  Devtaon ke raja ka pad hai  / jo bhakt subse jyada punban hoga Vishnu bhagwan use indra ke pad per baitha denege / Jo bhi indra hote hai unhe is bat ka dar rahta hai ki koi hum se  jyada punya na kare , jab unhe kisi ke tapasya per lagta hai ki o humse jyada ho jayega / use bighna dalte hai ki o asafal ho jaye / kabhi kabhi to indra har man lete hai aur pate hai ki  punyaban humse  bahut jyada age hai o humare pad ko chhota man raha hai is pad per ayega hi nahi / use indra pranam karte hai /=

           

            Krishna bhagwan – Indra –
                Krishna bhagwan indra ki pooja ko rokbakar Gobardhan parwat ki pooja   suru karbaya / indra krodh me akar khub barish kar gokul ko duba dena chaha bhagwan Krishna kani ungli per gowardhan parwat ko utha kar sub ko bacha liya /  ant me har kar indra ne jan liya ki Sri Krishna permatma hai , unse chhama manga /

 Devta,   Dev ,  Sur,  -              Indra-King,      Dharmraj,       Yamraj,           Surya(Sun),      Pawan,  Agni,                 Brihaspati-Dev Guru,         Vishwakarma [Dev Silpi] ,             Chitragupta,               Kuber,             Kamdev-Rati,     2 Aswini Kumar,            Varun (jal ke dev )  ,                 Arun,               Vrun(Uranus in greek word)              Vastudev,        Lokpal,   10 Dikpal, Pitridev, Matridevo , Gurudevo , Atithi deo , //

            Nav Grah -      1-  Sun,Surya, /                       2- Som,Moon,Chandra, /        

                        3- Mars, Mangal, Tuesday, /                         4- Budh, Murcury, Wednesday,  /    

                        5- Jupiter,  Brahpati,  Guru, Thursday,  /       6- Sukra, Venus,  Friday,   /   

                        7-  Sani, Saturn, /                                           8-  Rahu ,        9-  Ketu,         


No comments:

Post a Comment