main to ramta jogi Listen to main to ramta jogi Lyrics-








main to ramta jogi

Listen to main to ramta jogi

Lyrics-

main to ramta jogi ramta jogi ramta jogi ram
mera duniya se kya kaam

haad maans ki bani kuthariya upar jadiya chand
dekh dekh sab log rijhave mero tan upram

maal khajane baag bagiche sundar mahal mukaam
ek palak mein sab hi chhute sang chale nahi daam

maat pita aru meet piya re bhai badhu sut bhaam
swarath ka sab khel bana hai nahi inme aaraam

din din pal pal chhin chhin kaya ksheejat jaye tamaam
brahmanand bhajan kar prabhu ka main paaun vishram

Jasoda hari paalne jhulave

Listen to Jasoda hari paalne jhulave

Lyrics-

jasoda hari paalane jhulawe
halrave dulrayi malhave
joi soi kachhu gaave

mere laal ko aao ri nindariya kahe na aani suave
tu kaahen nahi begahi aave toko kanha bulave

kabahu palak hari mundi let kabahun adhar phadkaven
sohat jaan maun hvavarahi kari kar sain batave

ihi antar akulahe hari jasumati madhuri gaave
jo sukh soor amar mooni durlabh so nand bhamini paave

Sumiran karle

Listen to sumiran karle

Lyrics-

Sumiran kar le mere mana
teri beeti umar hari naam bina

koop neer bin dhenu ksheer bin
dharti meha bina
jaise taruvar phal bin heena
taise prani hari naam bina

deh naina bin raina chandra bin
mandir deep bina
jaise pundit ved vihina
taise prani hari naam bina

kaam kridh mad lobh vikaro
chhod jagat tu sant jana
kahe nanak suno bhagvanta
is jag mein koi nahi apna

Janam tera baton hi beet gayo

Listen to janam tera baaton hi beet gayo

Lyrics-

Janam tera baaton hi beet gayo
re tune kabahun na krishna kahyo

paanch baras ka bhola re bhala ab to bees bhayo
makar pachisi maya kaaran desh videsh gayo

tees baras ki ab mati upaji lobh badhe nit nayo
maya jori lakh karori ajahun na tripta bhayo

vridh bhayo tab aalas upaji kaff nit kanth rahyo
sangati kabahun na kini birtha janam liyo

yah sansaar matlab ka lobhi jhutha thaath rachyo
kahat kabir samajh man murakh tu kyu bhool gayo

re tune kabahun na krishna kahyo

Tu dayalu deen hau

Listen to Tu dayalu deen hau

Lyrics-

tu dayalu deen haun
tu daani haun bhikhari
haun prasidhh pataki
tu paap punj haari

nath tu anath ko anaath kaun moso
mo samaan aarat nahi aartihar to so

brahma tu haun jeev tu hai thakur haun chero
taat maat guru sakha sab bidhi hitu mero

tohi mohi naate anek maaniye jo bhaavai
jyon jyon tulasi kripalu charan sharan aave

Bhaye prakat kripala

Listen to bhayen prakat kripala

Lyrics-

bHAYE PRAKAT KRIPALA deendayala kaushlya hitkari
harshit mahtari muni manhari adbhud roop vichari
Lochan abhirama tanu ghanshyama nij aayudh bhuj chari
bhushan banmala nayan bishala shobha sindhu kharari
Kah dui kar jori astuti teri kehi vidhi karu ananta
maya gun gyanatit amana ved puran bhananta
karuna sukh sagar sab gun aagar jehi ganwahi shruti santa
brahmand nikaya nirmit maya rom rom prati ved kahe
Mam ur so basi yah uphasi sunat dheer mati thir na dhare
Upja jab gyana prabhu muskana charit bahut vidhi kinhi chahe
kahi katha sunayi matu bujhayi jehi prakar sut prem lahe
mata puni boli so mati doli tajahu taat yah roopa
kije shishu leela ati priya sheela yah sukh param anoopa
suni vachan sujana rodan thana hoyi balak sur bhoopa
yah charit je ganwahi hari pad panwahi te na pari bhava koopa


Aarti Om jai Jagdeesh

Listen to Om jai Jagdeesh


Share:

No comments:

Post a Comment