Pages

Pages

Shree Vishnu Shahastranaam

Shree Vishnu Shahastranaam



Lord Vishnu : One among the three Gods : Brahma Vishnu Mahesh : are Creator , Protector & Destroyer    
when seen in prospects of Gods but if  you go deep in the matter of Soul , Supersoul, Creation, Superpower, Annihilation and reason for all in this universe, it is Lord Vishnu who is the ultimate source of all powers and so He is the only reason for the existance of this universe ... and He holds everything by a small fraction of His powers where He is possessng himself in all living beings and creating the base of this universe in His Prushottama form .  



Though He is far beyond our reach yet let us first speak something in praise of Him





Jai jai Surnaayak Jan sukhdaayak Pranatpaal Bhagwanta
Go dwij hitkaari jai asurari sindhusuta priyakanta

Paalan surdharani adbhud karani maram na janai koi
Jo sahaj kripala deendayala karahun anugrah soyi

Jai jai Avinashi sab ghat vaasi vyapak parmananda
Avigat gotitam charitpunitam mayarahit mukunda

Jehi laagi viragi ati anuragi bigatmoh muni vrinda
Nisibasar  dhyavahi gungan gaanvahi jayati satchidananda

Jehi shrishti upayi tribidh banayi sang sahaya na duja
So karahun aghari chinta humari janahi bhagati na puja

Jo bhavabhayabhanjan muni man ranjan ganjan bipati barutha
Man bach kram bani chhadi sayani saransakal sur jutha

Shaarad shruti shesha rishaya ashesha ja kah kou nahi jaana
Jehi deen piyare veda pukare dravahu so shree bhagwaana

Bhavabaridhimandar sab vidhi sundar gunamandir sukhpunja
Muni siddha sakal sur param bhayatur namat naath pad kanja .



Ath Shree Vishnu Shahastranaam Stotram



Yasya smaranmatrena janma sansaar bandhanaat
Vimuchyate namastasmai vishnave prabhavishnave
Namah samasta bhutanaam aadi bhutaya bhubhrite
Anek roop roopaya vishnave prabhavishnave

Shrutva dharmansheshena paavanani cha sarvashah 
Yudhishthir shantanavam punarevabhyabhashatah||1|| 
Kimekam devatam loke kim vapyekam parayanam 
Stuvantah ka kamarchantah  prapnuryumanvashubham||2|| 
Ko dharmah sarva dharmanam bhavato parmo matah 
kim japanmuchhyate janturjanma sansaarbandhanaat||3||

Bhishma Uvaach -

Jagatprabhum devamanantam purushottamam 
stuvan naam shahastrena purusho satatosthita ||4||

tameva charchayanityam bhaktya purushhotamam 
dhyayanstuvannamasyanscha yajamanastameva cha ||5||anadinidhanam vishnu sarva lok maheshwaram
lokadhyaksham stuvanityam sarvadukhatigobhaveta||6||

brahmagyam sarvadhramagyam lokanaamkirtivardhanam
loknatham mahadbhutam sarvabhut bhavodbhavam||7||

esh me sarvadharmanaam dharmoadhikato matah
yadbhaktya pundareekasham stavairchainnarah sada||8||

paramam yo mahatezah paramam yo mahatapah
Parmam yo mahadbramha paramam yah parayanam ||9||

Pavitranaam pavitram yo magalanaam cha mangalam
Daivatam devatanaam cha bhutanaam avyayo pita ||10||

Yatah sarvani bhutani bhavanti aadiyugagame 
yasmincha pralayam yanti punarev yugachhaye ||11||

Tasya lokpradhanasya jagannathasya bhupate 
Vishnornaam shahastram me shrinupaap bhayapaham ||12||

yaani naamani gaudhani vikhyatani mahatmanah 
rishibhih parigitani tani vakshyami bhutaye ||13||





Om Visham Vishnu Vashatkaro Bhutbhavyabhavatprabhuh
Bhutkrit Bhutbhrit Bhavo Bhutatma Bhutabhavanah||14||

Putanaam Parmatmacha Muktanaam Parmagatih
Avyayo purushah shakshi kshetragyo akshar ev cha ||15||

Yogo Yog vidanneta pradhanpurusheshwarah
Narshinghvapuh sreemaan keshavah Purushhottamam||16||

Sarvah sharvah shivah stharurabhutadirnidhiavyayah
Sambhavo bhavano bharta prabhavah prabhurishwarah||17||

Swayambhu Sambhuraditya Pushkaraksho Mahaswanah 
Anadinidhano dhata vidhata dhaturutaamah||18||

Aprameyo hrishikeshah Padmanabhahoamaraprabhuh
Vishwakarma manustwashta sthavishtah sthaviro dhurva||19||

Agrahyah Shashwatah Krishno Lohitakshaya  Pratardanah 
Prabhutstrikakubdham pavitram mangalam param ||20||

Ishanah Prandah prano Jyesthah shreshathah Prajapatih
Hiranyagarbho Bhugarbho Maadhavo Madhusudanah ||21||

Ishwari Vikramo Dhanvi Medhavi Vikramah Kramah 
Anuttamo Duradharsh kritagyah kritiraatmavaan ||22||

Sureshah Sharanam Sharma Vishwaretah Prajabhavah
Ahah Samvastaro Vyalah Pratyayh Sarvadarshanah ||23||

Ajah Sarveshwarah Sidhhah Siddhih Sarvadirachutah 
Vrishakpirmeyatama Sarvayogvinishritah ||24||

Vasurvasurmanaah Satyah Sammatma sammitah samah 
Amoghah Pundareekaksho vishkarma Vishakritih ||25|||

Rudro Bahushira  Babhrurvishwayonih Suchishrawah
Amritah shashwatasthanurwararoho mahatapaah||26||

Sarvagah sarvavidbhanurvishwakseno Janardanah
Vedovedvidavyango vedango vedvittkavih||27||

Lokadhyakshah suradhyakshah dharmadhyakshah kritakritah
Chaturatma chaturvyuhah chaturdramshtrashchaturbhujah ||28||

Bhrajishnurbhojanam bhokta sahishnurjagadadijah 
Anagho vijayo jeta vishwayonih punarvasuh||29||

Upendro vamanah Pranshurmoghah shuchirurjitah 
Atindrah sangrahah sargo dhritatma niyamo yamah ||30||

Vedyo vaidyyah sada yogi veeraha Madhavo Madhuh
Atindriyo Mahamayo Mahotsaho Mahabalah ||31||

Mahabuddhirmahaviryo Mahashaktirmahadyutih
Anirdeshyavapuh shreemaanmeyatma mahadidhrikah||32|| 

maheshwaso mahibharta   shreeniwaso satamgatih
Aniruddho suranando Govindo Govidampatih||33||

Marichirdamano hansah suparno bhujagottamah
Hiranyanabhah sutapa padmnanabhah prajapatih ||34||

Amrityu sarvadrik singhah sandhata sandhimaansthira
Ajo durmarshanah shashta vishrutatma Surariha ||35||

Gurur Guruttamo Dhaam Satyah Satyaprakramah
Nimisho animishah shragwi vachaspatirudaradhih||36||

Agranirgramanih shreemaanyayo neta samiranah
Shahastra murdha vishwatma shahastraaksha shahastrapaat||37||

Aavartano nivritatma samvritah sampramardanah
ahah samvartako Vahniranilo dharnidharah ||38||

Suprasadah prassannatma vishwadhrigivishwabhugvibhuh 
Satkarta Satkritah Sadhurjahnurnarayano narah ||39||

Asankhyeyo aprameyatma vishishtah shishtakrichchhuchih 
Siddharthah siddhasankalpah siddhidah siddhisaadhanah ||40||

Vrishahi Vrishabho Vishnurvishparva vishodarah 
Varadhano Vardhamanascha viviktah Shrutisagarah ||41||

Subhujo Durdharo Vagmi Mahendro Vasudo Vasuh 
Naikarupo Brihadrupah shipivishtah prakashanah ||42||

Ojastejodyutidharah prakashatma pratapanah 
Riddhah spashtakhsaro Mantrashachandranshurbhashkardyutih||43|| 

Amritanshshudbhavo bhanuh shashibinduh sureshwarah 
Aushadham Jagatah satu satyadharmaparakramah||44|| 

Bhutbhavyabhaannathah pavano pavanoanalah 
Kamaha Kaamkritkaantah Kaamah Kaampradah Prabhuh||45|| 

Yugadikrityugavarto Naikamaayo mahashanah 
Adrishyo avyaktarupascha shahastrajit anantjit||46||

Ishtoavashishtah shishteshtah shikhandi nahusho Vrishah 
Krodhahha Krodhkritkarta Vishwabahurmahidharh||47||

Achutah Prathitah Pranah Prando Vasavanujah 
Apaam Nidhiradhishthanam apramattah Pratishthitah ||48||

Skandah skanddharo dhuryo vardo vayovahanah 
Vasudevo Brihadbhanuradidevah Purandarah ||49||

Ashokastaranah tarah Surah Saurijaneshwarah 
Anukulah Shatavartah Padmipadmanibhekshanah ||50||

Padmnabhoarvindakshah Padmagarbhaah Sharirbhrit 
Mahardhiridhho vridhhatma mahaksho Garunadhwjah ||51||

Atulah Sarbho Bhimah Samyagyo Havirharih
Sarvalakshanlakshanyo Lakshmivansamitinjayah||52|| 

Viksharo Rohito Margo Heturdamodarah sah 
Mahidharo Mahabhago Vegavanmitashanah||53|| 

Udbhavah Kshobhano devah Shree garbhah Parmeshwarah 
Kranam Kaaranam Karta Vikarta Gahano Guhah ||54||

Vyavasayo Vyavasthanah Sansthanah Sthando Dhurvah 
Parardhi Paramspashtushtah Pushtah Shubhekshanah ||55||

Ramo Viramo Virjo Margo Neyo Nayoanayah
Veerah Shaktimatamshreshtho Dharmo Dharmaviduttamah||56||

Vaikunthah Purushah Pranah Prandah Pranavah Prithuh
HiranyaGarbhah Shtrughno vyapto Vayuradhokshjah||57||

Ritu Sudarshanah Kaalah Parameshthi Parigrahah
Ugrah Smvatsaro Daksho Vishramo Vishwadakshinah||58||

Vistarah Sthawarasthanuh Pramaanam Beejamavyayam
Arthoanartho Mahakosho Mahabhogo Mahadhanah||59||

Anirvinnah Sthavishthoabhurdharmayupo mahamakhah
Nakshtranemi Nakshtri Kshamah Kshamah Sameehanah||60||

Yagya Ijyo Mahejyashch Kratuh Satram Sataam Gatih
Sarvadarshi Vimuktatma Sarvagyo Gyanamuttamam||61||

Suvratah sumukhah Sukhshmah Sugoshah Sukhadah Suhrit
Manoharo Jitakrodho Veerbahurvidaranah||62||

Swapanah Swavaso vyapi Naikatma Naikkarmakrit
Vatsaro Vatsalo Vatsi Ratnagarbho DHANESHWARAH||63||

Dharmagubdharmakriddharmi Sadsattksharamksharam

Avigyata Shhastranshurvidhata kritLakshanah||64||

Listen to Shree Vishnu Shahtranaam Part 2   

Gabhastinemih Satvasthah Singho Bhutmaheshwarah

Adidevi Mahadevo Devesho Devabhridguruh||65||

Uttaro Gopatirgopta Gyangamya Puratanah
Sharirbhutbhridbhokta Kapindro Bhuri Dkhshinah||66||

Somapoamritapah Somah PrujitPurushattamah
Veenayo jayo satyasandho dasharha satvatam patim||67||

Jeevo Vinayitasakhshi Mukundoamitvikramah
Ambhinidhiranantatma maho dadhishayaoantakah||68||

Ajo Maharhah Swabhavyo Jitamitrah Pramodanah
Aanando Nandano Nanadah Satyadharma Trivikramah||69||

Maharshi Kapilacharyah Kritagyo Medinipatih
Tripadstridashadhyaksho Mahashringah Kritantakritah||70||

Mahavaraho Govindah Sushenah Kanakangadi
Guhyo Gabhiro Gahano Guptaschakragadadharah||71||

Vedhah Swangoajitah  Krishno Dridh Sankarsanoachutah
Varuno Vaaruno Vrikshah Pushkaraksho Mahamana||72||

Bhagwaan Bhagahanandi Vanmali Halayudhah|
Aadityo Jyotiraadityah Sahishnurgatisattamah||73||

Sudhanava Khandparshudaruno dravidpradah
Divispriksarvadrigvyaso vachaspatiryonijah||74||

Trisama Saamagah Saam Nirvaanam Bheshajam Bhishak
Sanyaaskrichhamah Shanto Nishtha Shanti Parayanam||75||

Subhangah Shantidah Shrashta Kumudah Kuvaleshayah
Gohito Gopatirgopta Vrishabhaksho Vishapriyah||76||

Anivarti Nivrittatma Sankshepta kshemakrichhivah
Shreevatsavakshah Shreevaasah Shreepatih Shreematamvarah||77||

Shreedah Shreeshah Shreeniwasah Shreenidhih Shreevibhavanah
Shreedharah shreekarah shreyah Shreemaanlokatrayashrayah||78||

Swakshah Swangah Shatanando Nandijyotirganeshwarah
Vijitatma Vidheyatma Satkirtichhinnashanshayah||79||

Udirnah sarvataschakshurnishah Shaswatsthirah
Bhushayo Bhushano Bhutirvishokah Shokanaashanah||80||

Archishmaanarchito Kumbho Vishuddhatma Vishodhanah
Anirudhhoapratirathah Pradyumnoamitvikramah||81||

Kaalneminiha Veerah Shauri Shurjaneshwarah
Trilokatma Trilokesha Kesawah Keshiha harih||82||

Kaamdev Kaampaal Kanti Kantah Kritagamah
Anirdeshyavapurvishnurveeroananto Dhananjayah||83||

Brahmanyo Brahmakridbrahma brahma brahmavivardhanah
Brahmavidbrahmano brahmi brahmagyo brahmanahpriyah||84||

Mahakramo Mahakarma Mahateja Mahoragah
Mahakraturmahayajwa Mahayagyo Mahahavih||85||

Stavyah stavyapriyah stotram stuti stota ranapriyah
Purnah Purayita Punayah punyakirtiranamayah ||86||

Manojavasteerthkaro vasureta vasupradah
Vasuprado Vasudevo Vasurvasumna havih ||87||

Sadgatih satkriti satta sadbhuti satparayanah
Surseno yadushreshtha sannivasah suyamunah||88||

Bhutavaso Vasudevah sarvasunilayoanalah
Darpaha Darpado Dripto Durdharoathaparajitah||89||

Vishwamurti maha murtirdiptamurtirmurtimaan
Anekmurtiravyaktah Shatamurtih shatananah ||90||

Eko naikah savah kah kim yatatpadmanuttamam
Lokabandhurloknatho maadhavo bhaktvattsalah ||91||

Suvarnavarno hemango varangaschangangadi
Veeraha vishamah shunyo dhritashirchalaschalah ||92||

Amani Manado Manyo Lokaswami Trilokdhrik
Sumedha medhajo dhanyah satyamedha Dharadharah||93||

Tejovrisho dyutidharah sarvashashtrabhritamvarah
Pragraho nigraho vyagro naikashringo gadagrajah ||94||

Chaturmurtischachaturbahuschachaturvyuhachaturgatih
Chaturatma chaturbhavaschaturvedavidekpaat||95||

Samavarto anivritatma durjayo Duratikramah
Durlabho Durgamo Durgo Duravaso durariha ||96||

Shubhango lokasarangah Sutantutantuvardhanah
Indrakarma Mahakarma kritkarma Kritagamah ||97||

Udbhavah Sundarah Sundo Ratnanabhah Sulochanah
Arko Vajsanah Shringi Jayantah Sarvavijjayi ||98||

Suvarnabindurchhobhya Sarvabagishwareshawarah
Mahahrido Mahagarto Mahabhuto Mahanidhih||99||

Kumudah Kundarah Kundah Parjanyah Paavanoanilah
Amritansho amritvapuh sarvagyah sarvatomukhah ||100||

Sulabhah Suvratah Siddhah Shatrujit Shatrutapanah
Nyagrodhodumbaroashwasthachandhranishudanah||101||

Shahastrarchi Saptazihwah Saptaindha Saptwahanah
amurtiranaghoachintyo Bhayakrit Bhayanashanah ||102||

Arunbrihatkrishah Sthulo Gunbhrinnaguno mahan
Adhritah Swadhritah Swasyah Pragvansho Vansh Vardhanah ||103||

Bharbhrit Kahito Yogi Yogishah Sarvakaamdah
Aashramah Kshamadah Kshaamah Suparno Vayuvahanah||104||

Dhanurdharo hanurvedo Dando Damayita Damah
Aprajitah Sarvasaho Niyanta Niyamo Yamah ||105||

Sarvavan Satvikah Satvo Satvadharma Parayanah
Abhipraya Priyarhorha Priyakrit Preetivardhanah||106||

Vihayasagatijyotir Suruchirhutbhugvibhuh
Ravirvilochanah Suryah Savita Ravilochanah||107||

Ananto hutbhugbhokta Sukhdo Nikajograjah
Anirvinnna Sadamarshi Lokadhishthanamadbhutah||108||

Sanatsnatamah Kapilah Kapirapyahah
Swastidah Swastikridswasti Swastibhugswastidakhshinah||109||

Araudrah Kundali chakri Vikramyurjitshashanah
Sabdatigah Sabdasaha Shishirah Sarwarikarah ||110||

Akrurah Peshalo Dakhsho Dakshinah Kshminamvarah
Vidwatamo Veetbhayah Punyasravankeertanah ||111||

Uttarano Dushkritiha Punyo Dukhswapna Nashanah
Veeraha rakhsanah santo jeevanah Paryavasthito ||112||

Anantrupo anantsheerjitmanyurbhayapah
Chatustro Gambhiratma Vidisho Vyadishodishah||113||

Anadirbhurbhuvolaxmi Suviro ruchirangadah
Janano Janmadirbhimo bhimaparakramah||114||

Aadhar nilayo dhata pushpahaasah prajagarah
Urdhavgah Satpathacharo Prandah Panavah Pranah ||115||

Pramanam Pranneelayah Pranbhrit Pranjeevanh
Tatvam Tatwaviidekatma Janmamriturjaratigah ||116||

Bhurbhuvah Swastarustarah Savita Prapitamah
Yoagyo Yagyapatiryajva Yagyangoyagyavahanah||117||

Yagyakridyagyabhridyagyi Yagyabhugyagyasaadhanah
Yagyantkritagyaghuhyamannamannad ev cha ||118||

Aatmayonih Swyamjaato Vaikhanah Saamgaayanah
Devakinandanah Shrashta Kshitishah Paapnaashanah||119||

Shankhbrinnanandki Chakri Sarangdhanwa Gadadharah
Rathangpanirchhobhyah Sarvaprahanayudhah ||120||

|| Sarvpraharnayudhah Om Namah Iti ||

Itidam Keertaniyasya Keshwasya Mahatmanah
Namnaam Shahastrena Divyanamsheshena Prakirtitam ||121||

Ya Idam Shinuyanityam Yaschapi Parikirtiyet 
Naashubham Prapnuyaatkinchitsoamutreh cha Manavah||122||

Vedantago Brahmanah Syatkshatriyo Vijayi Bhavet 
Vaishyo Dhan Samridhhah Syashchhudrah Sukhamvapnuyaat||123||

Darmarthi Prapnuyaddharmamartharthi Charthmapnuyaat
Kaamanvaapnuyaatkaami Prajaarthi Prapnuyatprajaam||124||

Bhaktimaanyah Sadotthaya Shuchistadgatmaanasah
Shahastram Vasudevasya Naamnamekaprakirtyet ||125||

Yashah Prapnoti Vipulam Gyati Pradhanyameva cha
Achalam Shreeyamapnoti shreyah Prapnotyanuttamam||126||

Na Bhaam Kwatchidapnoti Veeryam Tejascha Vindati
Bhavatyarogo Dyutimaanbalroop Gunanvitah ||127||

Rogarto Muchayate Rogadbadhho Muchyet Bandhanaat
Bhayaanmuchyet Bhitastu Muchyetaappanna aapdah||128||

Durganyatitaratyashu Purushah Purushhotaamam
Stuvannamshahastrena Nitayam Bhaktisamanvitah||129||

Vasudevashrayo Maryo Vasudevaparayanah
Sarvapaap Vishhudhhatma Yati Brahma Sanatam||130||

Na Vasudev Bhaktanaam Ashubham Vidyate Kwachit
Janmamrityu Zaravyadhi bhayam Naivopajayate||131||

Imam Stavamadhiyanah Shraddha Bhakti Samanvitah
YujyetaatmasukhkshantiShreeDhritismritikirtibhih||132||

Na Krodho Na Cha Martasyam Na Lobho Na Shubha matih
Bhavanti Kritpunyanaam Bhaktanaam Purushhottame ||133||

Dyau Sa Chandrarkanakshtra Kham Disho Bhurmaho Dadhih
Vasudevasya Veeryena Vidhritani Mahatmanah ||134||

Sasurasurgandharvam sayakshogaraksham
Jagadwashe Wartatedam Krishnasya Sacharacharam||135||

Indriyani Manobudhhih Satvam Tejo Balam Dhritih
VAsudevatmakanyahu Kshetram Kshetragya eva cha ||136||

Sarvagamanamacharah Prathamam Parikalpate
Aacharprabhavo Dharmo Dharmasya Prabhurachyutah ||137||

Rishayah Pitaro Deva Mahabhtani Dhatavah
Jangamajangamam Chedam Jagadnarayanodbhavam||138||

Yogo Gyanam Tatha sankhyam Vidyah Shilpadi Karma cha
Vedah Shashtrani Vigyanmetatsarvam Janardanaat||139||

Eko Vishnurmahadbhutam Prithagbhutanyanekashah
Trilokaanyavyapyabhutatmabhungatevishwabhugavyayah||140||

Imam Stavam Bhagwato Vishnovyarsen Kirtitam
Pathedya Ichheta Purushah Shreyah Praptum Sukhani Cha||141||

Vishweshwarmajam Devam Jagatah Prabhavapyayam
Bhajanti Ye Pushkaraksham Na Tey Yanti Parabhavam||115||

Om Tatsaditi Shreemahabharate Shatshahastryam Sanhitayam Vaiyasikyamaanushasanike
Parvani Bhishma Yudhhishthir Sanvaade ShreeVishnordivyashahastranaamstotram ||

Hari Om Tatsat  Hari Om Tatsat  Hari Om Tatsat  Hari Om Tatsat






















Shyam Teri Yaad Mein Album By Hari Om Sharan ji And Nandini haran ji

Shyam Teri Yaad Mein Album By Hari Om Sharan ji And Nandini haran ji



Om Shree ram


Om shree ram jai ram jai jai ram (keertan)

Kahin Sajan


Kahin saajan tumhe paakar hridaya madir mein laun main 
Kahin pal do pal palkon ke tumhe andar chhipa loon main

Tumhe phoolon mein hai paya, tumhe rangon mein hai dekha  
Ulajh jaati hain daman se tumhe kaanton mein paaun main

Hansi ban ke labon par ho Khushi dil ki tumhi to ho
Chhalk aati hai aankhon mein kabhi milna jo chahun main 

Amar jyoti ho tum mohan  tumhi seha jagat roshan
tumhi bate parvane agar deepak jalaunmain

Ye Tan Man Jeevan


Yeh tan man jeevan sulagh uthe koi aisi aag lagaye re
din dooni ho birah vedana pal bhar chain naa aaye re

Aisi lou hari naam ki laage re rah na jaaye re mera naam
man vaani se ram pukarun tan se ho bhagwat katham
hari ka so rah jaaye aur mera sab jal jaaye re

Jeevan path par thaka hai rahi maarg chala nahi jata
ek taraf jag ek taraf prabhu mujhse chuna nahi jata
haanth pakad koi mujh andhe koi hari ki ore jhukaye re

Mujhe parvat banana pasand nahi abhiman maan har lo mera
Main prem nagar ka vasi hoon gun gyan dhyan har lo mera
Dharti ki aanchal par meri raakh bikheri jaaye re

Jeevan ki is kathin dagar mein tujhe pukarun deenanath
deenanath deenanath... mere deenanath -3
bade kathin sadhan se paaya ab na chhodu tera haanth
chahe duniya dorangi nirdosh ko dosh lagay re

Antarami ek tum  


Antaryami ek tum aatam ke aadhar
Jo tum chhodo haath to kaun lagave paar

Patta tuta dari se le gayi pawan udaye 
ab ke bichhude na mile door padenge jaaye 

Maati kahe kunhar se tu kya raunde moye 
ek din aisa hoyega main rodungi toye 

Mera mujhme kuchh nahi jo kuchh hai so tor 
tera tujhko saupte kya laagat hai mor 

Mali aavan dekh ke kaliya kari pukar 
phoole phoole chun liye kaal humari baar 

Chalti chaki dekh ke diya kabira roye 
dui patan ke beech mein sabut bacha na koi 

Dukh mein sumiran sab karen sukh mein kare na koye
jo sukh mei sumiran kare to dukh kahe ko hoye

Kabira jag mein aaye jab jag hanse tum roye 
aisi karni ka chalo tum hanso jag roye 

Tu tu karta tu bhaya mujhme rahi na hoon 
Vari tere naam par jit dekhu tit tu 

Koi kahe Ram 


Koi kahe ram ram koi kahe shyam
hey hari tere kitne naam
bolo ram siya ram bolo shyam radhe shyam

tere naam mein shakti bhari jisko gaati duniya saari
dukhiyon ka tu hi sukhdhaam hey hari .....

jab bhi koi naam ye gata hirdaya mein sukh shanti pata
parmanand mile vishram hey hari......

maya deti bharam bhulave tuhi sanchi raah dikhave
sharan pade ko leta thaam hey hari ......

Tune kaisi ye preet lagayi


Tune kaisi yeh preet lagayi
oh shyamal krishna kanhayi
Hum yaad mein teri gaake ro ro ke dil samjhate
aa dekh le o harjaayi oh shyamal...
tera prem bohat tarpaye ek aag si dil mein lagaye
tune kaisi yeh bansi bajayi oh shyamal....
tere prem mein mitate jaate tum door door muskate
kya dil mein tere samayi oh shyamal...
Ab mera kaun sahara tujh bin hai kaun humara
Kyu dekhe nahi dikhayi oh shyamal ....

Prabhu teri raza mein hai


Prabhu teri raza mein hai meri raza
Nis din tumko hi dhyaya karoon
Jis haal mein rakho khush hoon main 
gungaan tumhara gaaya karoon  

Hari tum jaano tum hi samjho
kya mujhko subhkar hitkar hai
main chakar hoonthakur tum ho
sab bhaar prabhu ji tumpar hai
jo kar do so sweekaar mujhe
na lab pe shikayat laaya karoon

Mujhe raaj mahal tak pahuncha do
ya path ka kankad rehne do
dhanwaan bana sukh do data
dhukhi deen bane hi rahne do 
ardas yehi har swans meri
ek daas tumhara kahaya karoon

Bas ek akele tum kafi
dekhu bhagwan kahi aur nahi
jo mangu tumse paaun
taaku jhanku kahi aur nahi
manvanchit phal nirdosh rahoon
jab jab tere dar aaya karoon

Kaun milave jogiya


Kaun milave mohe jogiya ho , jogiya bin rahiyo na jaaye

main pyasi hari daras daras karun kit jaaye
nahi mile jo saanvare to jeevan dehun mitaye

shyam bina main baanwari ri log karen badnaam
khojat khojat haar gayi main ho gayi jeevan sham

jaaye chhupi kahan saavare tum aisi lagan lagaye
sharan laga ke hey manmohan kyu dinhi bisraaye

Ek aag lagi hai seene mein


Ek aag lagi hai seene mein nainon se neer na dhalta hai
oh shyam idhar bhi dekh zara maati ka mandir jalta hai

Chun chun kar yaadon ki kaliyaan singhasan ek banaya tha
hey nath tumhare swagat ko man mandir khub sajaya tha
yug beet gaye tum naa aaye  tan se ab pran nikalta hai
oh shyam .... 

Hey nath tumhare paane ko paavan man mera ho na saka
paapon se bhare is jeevan ko  bhagwan main ab tak dho na saka
charnon mein tere mit jaane ko ek prem hridaya mein machalta hai
oh shyam ...... 

Oh shyam sharan mein aaye ko ab dar se to thukrao na
hey madhur manohar manmohan mad bhari jhalak dikhao na
Is kaal ki aandhi mein jeevan ka ek deepak jalta bujhta
oh shyam ... 







Prabal prem ke paale pad kar prabhu ko niyam badalte dekha


Prabal prem ke paale pad kar prabhu ko niyam badalte dekha

Apna aan tale tal jaaye par bhakt ka maan na talte dekha



These words are of Goswami Bindu ji .But my father explained it to me .He told me that when the Mahabharat battle was decided at that very time Pitamah Bhisma took an oath that he will make Krishna to use weapon as Lord Krishna vowed that he will not entertain any artillary or weapon in the battlefield .At the time when Pitamah and Arjun were fighting , to save Arjun from mighty Pitamah Bhishma's attacks Krishna climbed down from the chariot and took a nearby wheel to hit Bhisma .Arjun rushed to stop Krishna reminding him his vow .His vow was broken now .Bhishma said that now I happily would like to die in your vicinity ....

For this instance this phrase is used .Lord Krishna knew everything but just to keep the words of his devotee he took up the wheel.... thus it shows that for His lovers He can even make Himself wrong ... so is Krishna .





A very beautiful bhajan by Bindu Ji


Lyrics-

Prabal prem ke paale padke bhakt prem ke paale padke
prabhu ko niyam badalte dekha
apna aan tale tal jaaye par bhakt ka maan na talte dekha

jinke charan kamal kamalaa se, kartal sena nikalte dekha
usko gokul ki galiyon me kantat path par chalte dekha
jinki kewal krupa drushti se sakal vishwa ko palte dekha,
shesh mahesh suresh ganesh, dhyaan dharen par paar na paaven tate bruj ki

raas rachayen jinki kewal krupa drushti se sakal vishwa ko palte dekha,
usko gokul ke makhan per sau sau bar machalte dekha
jinka dhyaan biranchi shambhu, sankadik na sambhalte dekha
usko baal sakah mandal men, lekar gend uchalte dekha

jinki vakr bhrukuti ke bhay se saagar sapt ubalte dekha
usko maa yashoda ke bhay se ashru bindu drig dhalte dekha
prabhu ko niyam badalte dekha

hare krishna hare krishna krishna krishna hare hare
hare rama hare rama rama rama hare hare

in Hindi --

प्रबल प्रेम के पाले पदके भक्त प्रेम के पाले पड़के प्रभु को नियम बदलते देखा
अपना आन टले टल जाए पर भक्त का मान न टलते देखा
जिनके चरण कमल कमला से करतल सेना निकलते देखा
उसको गोकुल की गलियों में कंटक पथ पर चलते देखा
जिनकी केवल कृपा दृष्टी से सकल विश्व को पलते देखा
शेष गणेश महेश सुरेश ध्यान धरें पर पार न पावें
ताते बृज वोह हरी आये वृन्दावन की रास रचाएं
जिनकी केवल कृपा दृष्टी से सकल विश्व को पलते देखा
उसको गोकुल के माखन पर सौ सौ बार मचलते देखा
जिनका ध्यान बिरंची शम्भू सनकादिक न सँभालते देखा
उसको बाल सखा मंडल में लेकर गेंद उछालते देखा
जिनकी वक्र भृकुटी के भय से सागर सप्त उबलते देखा
उसको माँ यशोदा के भय से अश्रु बिंदु दृग ढलते देखा
प्रभु को नियम बदलते देखा

हरे कृष्ण हरे कृष्ण कृष्ण कृष्ण हरे हरे हरे राम हरे राम राम राम हरे हरे

One more bhajan I have from Goswami Bindu ji

It is like -

Yadi naath ka naam dayanidhi hai
To daya bhi karenge kabhi na kabhi
Dukh haari hari dukhiya jana ke
Dukh klesh harenge kabhi na kabhi

Jis ang ki shobha suhavani hai
Jis rang mein shyamal murati hai
us roop sudha se sanehiyon ke
Drig pyale bharenge kabhi na kabhi

Jahan geedh nishad ka aadar hai
Jahan vyadh azamil ka ghar hai
Vahi bhesh bana ke usi ghar mein
Hum jaa phuchenge kabhi na kabhi

Karunanidhi naam sunaya jise
Karunamrit paan karaya jise
Sarkaar adalat mein ve gawah
Sabhi pahuchenge kabhi na kabhi

Hum dwar pe tere aa ke khade
Muddat se isi zid pr hain ade
Agh sindhu tare je bade se bade
To ye bindu tarenge kabhi na kabhi

Meerabai

Tanak hari chitavo ji

Tanak hari chitavo ji mori ore
hum chitwat tum chitvat naahi dil ke bade kathore
mere aasha chitwan tumhari aur na duji dor
tumse humku ek ho ji hum si laakh karor
ubhi thadi araj karat hoon araj karat bhayo bhor
meera ke prabhu hari avinashi deshyu pran akor



 Mhare ghar hota jaajyo raj

Mhare ghar hota jaajyo raj
abke jin tala de jaao sirpar rakhoon biraj
mhe to janam janam ki dasi the nhaka sirtaj
paavarara mhake bhala hi padharya sab hi sudharan kaaj
mhe to buri chha thanke bhali chhe ghareri tum ho ek rasraaj
thaane hum sab hi ki chinta tum sabke ho garib niwaz
sabke mukat siromani sirpar mano punya ki paaj
meera ke prbhu giridhar naagar baah gale ki laaj

Taso lagyo neha re 

Taso lagyo neha re pyare naagar nand kumar
murali teri man haryo bisaryo ghar byohaar
jabte sravanan dhuni padi ghar angana na suhaye
paaradhi jyu chuke nahi mrigi bedhi dayi aaye
paani peer na jaanayi jyu meen taraf mari jaaye
rasik madhup ke maram ko nahi samujhat kamal subhaya
deepak ko jo daya nahi udi udi marat patang
meera prabhu giridhar mile jaisi paani mili gayo rang

piyaji mhare naina



piyaji mhare naina aage rahyo ji
naina aage rahajyo mhane bhool mat jajyo ji
bhavasaagar mein bahi jaat hoon bega mahri sudh lijyo ji
ranaji bhejya bis ka pyala so imrit kar dijoji
meera ke prabhu giridhar naagar mil bichhudan mat kijyo ji



Chalo agam ke des 


Chalo agam ke des kaal dekhat dare
wahan bhara prem ka hauz hans kelya kare
odhan lajja cheer dheeraj ko ghagharo
chhimta kaankan haanth sumat ko mundaro
din dulari dariyaav saanch ko dowado
ubatan guru ko gyan dhyan ko dhovano
kaan akhota gyan jugat ko jhutado
besar hari ko naam chudo chit ujlo
punchi hai biswas kaajal hai dharam ko
data emrit rekh daya ko bolado
jauhar sheel santosh neerat ko ghungharo
bidali gaj aur haar tilak hari prem ko
saj sola shingaar  pahari sone rakhadi
sannvaliya so preeti aura su aankhadi
patibarta ki sez prabhu ji padharya
gave meera bai dasi kar rakhya

surat deenanath se lage



surat deenanath se lage
ram naam ko chudalo pahiro prem ko surmosaar
nakbesar hari naam ki ri utar chalo ri prle paar
aise bar ko kya barun jo janme aur mar jaaya
bar bariye ek sanwaro ri mera chudalo amar ho jaaye    



karam gati tare nahi taare

karam gati tare nahi taare

satbaadi harischand se raja so neech ghar neer bhare
paanch pandu aru kunti draupadi haad himalaya gare
jagya kino bali lene indrasana , so paataal dhare
meera ke prabhu giridhar naagar bish ke amrit kare

karuna suno shyam mori

Listen to Karuna suno shyam mori

Lyrics-

karuna suno shyam mori mai to hoya rahi cheri teri
darsan kaaran bhayi baanwari birah byatha tan gheri
tere kaaran jogan hoongi dungi nagra bich pheri
kunj ban heri heri
ang bhabhut gale mrig chhala yo tan bhasma karu ri
ajahun na milya raam avinashi bana bana bich phiroon ri
rou nit teri teri
jan meera ku giridhar miliya dukh metan sukh bheri
room room sata bhayi ur mein mit gayi phera pheri
rahun charnan tar cheri


papiha re peev ki

Listen to papeeha re

Lyrics-

papiha re peev ki baani na bol
suni paanveli birahini re thari raveli paankh maror
chaanch kataun papaiya re upar kalor loona
peev mera main peev ki re tu peev kahe so koona
thara sabad suhavana re jo peev mela aaj
chaanch madhaun thari sovani re tu mere sirtaaj
peetam ku patiya likhoon re kaga tu le jaaya
jaayi preetam jasu yun kahe re thadi birhan dhaan na khaye
meera dasi byakuli re peeva peeva karat bihaya
begi milo prabhu antarjaami tum bin rahyo na jaaye

By Charandas ji -

hum baalak tum maaya humari pal pal mahi karo rakhwai
nisdin godih mein rakho it ut bacahn chitavan bhakho
bisaya ore jaan nahi devo dhur dhur jaaun to gahi gahi laiho
main anjaan kachhu nahi jaanu buri bhali ko nahi pahichano
jaisi taisi tumhi chinhaeva guru hwai gyan khilona dinhe
tumhari raksha se hi jeeyun naam tumharo imrit piyun
drishti tihari upar mere sada rahun main sharane tere
maaro jhidako to nahi jaaun sarak sarak tumhi pe aaun
charandas hai sahajo dasi ho rakshak puran avinashi


Malukdas ji  -

kaun milave jogiya ho , jogiya bin rahiyo naa jaaye
main jo pyasi peeva ki ratat phirun peeu peeva
jo jogiya nahi milihe ho to turat nikalu jeev
guruji aheri mein hirani guru mare prem ka baan
jehi lage soyi janayi ho aur darad nahi jaan
kahe maluk sunu jogini re tanhi mein manhi samaya
tere prem ke kaarane jogi sahaj mila mohi aaye

Guru Naanak ji-

Jo nar dukh mein

Jo nar dukh mein dukh nahi maane
Sukh Saneha aru Bhaya nahi jaake, kanchan mati jane
nahi ninda nhi astuti jaake lobh moh abhimana
haras shokte rahe niyaro nahi maan apmaana
aasha mansa sakal tyagi ke jag te rahe nirasa
kaam krodh jehi parse nahi tehi ghat brahma niwasa
Guru kirpa jehi nar pe kinhi tinha yah jugati pichhani
Naanal leen bhayo Gobindso jyu paani sang paani

Prabhu mre priyatam

Prabhu mere priyatam pran piyare
prem bhagati nij naam dijiye , dyal anughrah dhare
sumiro charan tihare pretam , hridaya tihari asha
sant jana pai karo banati , mandarshan ko pyasa
bichhurat maran jeevan hari milte , jan ko darshan dije
naam adhaar jeevan dhan naanak prabhu mere kirpa kije

Kabirdas ji -

Man lagyo mero


Lyrics-

man lagyo mero yaar phakiri mein
jo sukh paavo naam bhajan mein so sukh nahi amiri mein
bhala bura sabko suni lije kari gujraan garibi mein
prem nagar mein rahani humari bhali bani aayi saburi mein
haanth mein kundi bagal mein sonta charon disha jagiri mein
aakhir yah tan khakh milega kaha phirat magroori mein
kahat kabir suno bhai sadho sahab mile saburi mein  


Maya maha thagani hum jaane

Maya maha thagani hum jaane
nirgun phans liye kar dole bole maduri baani
kesava kee kamala hoye baithi shiv ke bhavan bhawani
panda ke murati hoyi baithi , theerath mein bhayi paani
jogi ke jogin hwai baithi, raja ke ghar rani
Kahu ke heera hwai baithi kahu ke kaudi kaani
bhagtan ke bhagtin hwai baithi , rahma ke brahmani
Kahat Kabir suno ho santo , yeh sab akath kahani




Surdas ji -

Naina bhayen anath humare
madangupal yahan te sajani suniyat door sidhare
vai hari jal hum meen bapuri kaise jivahi niyare
hum chatak chakor shyamal ghan badan sunidhi piyare
madhuban basat aas darshan ki nain  joi mag haare
Sur shyam kari piya aisi , mritak hute puni maare




Hum bhagatan ke bhagat humare

Hum bhagatan ke bhagat humare
sun arju partgya mori yah brat tarat na taare
Bhagatan kaaj laaj hiya dhari ke paanya piyade dhayo
jah jah bheer pare bhagtan pe tah tah hot sahayo
jo bhagtan se bair karat hai so nij bairi mero
dekh bichar bhagat hit kaaran haankat  hau rath tero
jeete jeet bhagat apne ki haare haar bicharo
Sur Shyam jo bhagat virodhi chakra sudarshan maro


There is a nice story of Raja Ambareesh that can be narrated in context of above bhajan ...
It is good if people know it or if does not know ... must concentrate.By chance it is a pious day of Ekadashi today when I am going to write this b'ful story full of devotion and love .This is one of those chapters from the Bhagwada Mahapuran that my papa always used to say me to read and always applauded my way of reading ... :)
Its just summary here ...

King Ambareesh was a great devotee of lodr Vishnu .He used to keep fast on the pious day of Ekadashi for the happiness of Lord Vishnu .Once he arranged a ceremony to make an end of his fast .There he invited so many sages.Among those invited people were the most famous Durvasha Rishi .He said that King please wait for us untill we get a bath from the river .He went with his deciples and the appropriate time for ending the fast was passing by as they were delaying come back . All other sages said to Ambareesh to give an end to the fast just by drinking water so that he may not violate the laws os ending the fast and not even could hurt and make an abuse of Durvasha rishi .But as the rishi reached there he saw that all the functions progressing without his presence .He got angry enough to produce a she-demon "Kritya" who started stepping towards Ambareesh to destroy him .Just at this the Sudarshan Chakra of Lord Vishnu reached there as it has been alloted to save the King by the lord .It first killed Kritya and after that it followed Sage Durvasha .Now he ran to all the three lokas and then to Brahmaji and Shivji who refused to save him from that Sudarshan Chakra saying that it can only be controlled by Lord Vishnu .Then finally Durvasha ji reached Vishnu ji
Then the lord said "Durvasha ji , My devotees are my heart and I am my devotees heart .They dont know anything except me and I dont know anything except them .Those who have left everything of theirs for me , how can I ever think of leaving them .The humble devotees never do wrong with others and if somebody tries to do wrong for them how they can be rescued .Even I am not able to redempt you from this .Guilt against whom is done only he can save you .So please go to Ambareesh He will save you .Durvasha ji went to Ambareesh asking for deliverance from the guilt and said you are great o King,please forgive me .Then the King requested the Sudarshan chakra to leave chasing Durvasha ji .And then he fell in the Brahmins feet to say O great sage please dont ask for forgiveness from me as it will blur the glory of my ancestors beacuse Brahmins have always been respectful to us .
    

Thats it . 

Abki Tek Humari

Lyrics-

Abki tek humari murari ,Laaj rakho giridhari 
Jaisi laaj rakhi paarath ki bharat yuddh manjhari 
Saarathi hokar rath ko hankyo chakra Sudarshan dhari 
bhagat ki tek na tari 
Jiasi Laaaj rakhi draupadi ki hone na dinhi ughari 
khechat kechat dou bhuj thaake duhshashan pachihari
chir badhayo murari 
Surdas ki lajja rakho ab ko hai rakhwari 
radhe radhe shreevar pyari , Vishbhanu dulari 
Saran taki aayo tumhari ..

Tulasidas ji -

Kavan jatan bhram bhage

Hey Hari ! Kavan jatan bhram bhage  
dekhat sunat bicharat yah man nij subhau nahi tyage
Bhakti gyan vairagya sakal saadhan yahi laagi upayi
kou bhal kahau deu kachhu kou asi basana hridaya te na jai
jehi nisi sakal jeev sutahi tav kripapatra jan jaage
nij karni vipareet dekhi mohi samujh mahabhaya laage
jadyapi bhagna manorath bidhibas sukh ichhit dukh paave
chitrakaar kar heen jatha swarath binu chitra banave
hrishikesh suni naam jaaun bali ati bharos jiya more
tulasidas indriya sambhav dukh hare banahu prabhu tore

Aiso ko udaar jag mahi

Aiso ko udaar jag mahi
binu seva jo drave deen par Ram saris kou nahi
Jo gati jog birag jatan kari , nahi paavat muni gyani
So gati det geedh sabari kah , prabhu na bahut jeeya jaani
so sampati dassheesh arapi kari , Ravan sir pah linhi
So sampada vibhishan kah ati sakunch sahit Hari dinhi
Tulasidas sab bhanti sakal sukh jo chahasi man mero
Tau bhuj Raam kaam sab puran karahin kripa nidhi tero

Ab lou nasani ab na nasaiho

Listen to ab lo nasani

Lyrics-

Ab lou nasani ab na nasaiho
Ram kripa bhav nisha sirani jaage phir na dasaiho
Paayo naam charu chintamani ur karte na khasaiho
Shyam roop suchruchir kasauti chit kanchanhi kasaiho
Parbas jaanyo hasyo in indrin nij bas hwai na hasaiho
man madhupahi pran kari , tulasi raghupati pad basaiho

Gadadhar bhatt -

Namo namo jaya shreegobind

Namo namo jaya shreegobind
anandmaya braj saras sarowar
pragatit bimal neel arvind
Jasumati neer neha nit poshit
nav nav lalit laal sukhkand
brajpati tarani pratap praffulit
prasarit sujas suvaas amand
sahachari jaal maral sang rang
rasbhari nit khelat saanand
ali gopijan nain gadadhar
saadar peevat roop makarand


Shiv Guru


Gura to jine



Lyrics-


Gura to jine gyan ki jadiya dayi
Satguru jinhe gyan ki jadiya dayi
Wahi jadi to maane pyari jo laage amrit ras ki bhari

Kaya nagar mein ghar yek bangala Ja bich guphat dhari  
Paanchon naag(for five senses) pachison nagini surat kurat mari

Aani kaali ne sab jab khaya satguru dekh dari
Sat va sharane shiva guru bolya le parvaar phiri




Beautiful bhajans by Dariya Sahib Ji

Sadho hari pad kathin kahani
kaji pandit maram na jane koi koi birla jani
alah ko lahna agah ko gahana 
ajar ko jarna bin maut marna 
adhar ko dharna alakh ko lakhana
nain binu dekhna binu pani ghat bharna 
amil su milna paanv bin chalna 
agin bin jalna bin teerath nahana
panth binu javana vastu bin pawana 
bin geh ke rehna bina mukh gawana
roop na rekh bed nahi smriti
nahi jati baran kul kana 
jan dariya guru gamte paaya
nirbhaya pad nirvana 


sadho ram anupam bani 
poora mila to wah pad paaya mit gayi khechtani
mool chap dridh aasan baitha dhyan dhani se laaya 
ulta naad kaval ke marag gagna mahi samaya 
guru ke sabad ki kunji seti anant kothari kholi 
dhru ke lok pe kalash biraje rarankar dhun boli
basat agadh agam sukh sagar dekh sut baurayi
bastu ghani par bartan onchha ulat apoothi aayi
surat sabd mil parcha hua meru madda ka paaya
tame paisa gagn mein aaya jake alakh lagaya 
pag bin patur kar bin baja bin mukh gave nari 
bin badal jah meha barse dhumak dhumak sukh kyari
jan dariyav prem gun gaaya wah mera arat chalaya 
merudand hoye naal chali hai gagn baag jah paaya 

sadho alakh niranjan chhoyi
guru partap ram nirmal ras aur na dooja koi 
sakal gyan par gyan dayanidhi sakal jyoti par jyoti
jake dhyan sahaj agh nase sahaj mite jam chhoti
jaki katha ke sarwan te hi sarvan jagat hoyi 
brahma vishnu mahesh aru durga paar na pave koi 
sumir sumir jan hoihe rana ati jhina se jhina
ajar amar akshaya abinasi maha been par beena
anant sant jake aas piyasa agan magan chir jive
jan dariya dasan ke dasa maha kripa ras pive